awesome movie but ashok ko galat dikhaya hai.. ashok nirdayi nahi tha.. warna wo mahaan kaise hota.. aur ek kami ye rahi ki.. suruaat mei jo story sunayi thi wo puri nahi dikhayi prem kahani ko thoda chhota karke.. ashok ke buddh dharm apnana aur bodh karye ko dikha sakte the.. tab hakikat mei pata chalta "samrat ashok" ko samraat kyu kaha jata hai.. Vikramadittye ke baad dusre aise insaan jo mahaan hue devtaon ke.. samaan .. aur jinko swam gautam budh ne.. raha dikhayi...