thanks to vivek agnihotri sir. Sabhi Ko 1 bar to dekhna hi chahiye. Kasmir ka name to suna tha lekin kasmir kiske name se pada he vo muje film dekhke malum pada, history me kya huva tha vo janna mila,Logo ke sath kya huva tha sirf suna tha aaj sach janne mila.bahot hi dard huva, Jay Hind.