Marvelous movie yar. Kabhi to Salman akki Ajay shahrukh ( Chotta) se uparwala hoke socho. Public ka taste kharab Ho gaya hai warna kabir Singh jaisa movie ko koi dekhta hai kya. Paisa ka barbadi hai..
Kuch alag nahi sochogey to human aur ๐ฝ me Fark kya reh jayega.
Nice movie.... Thanks to all the stars