Kya film hai yaaar ye!!! Dhaaamaaakedaar action. Mind blowing action hai yaaar ye. Maine aaj tak aise kuch nahi dekha. Lakshya ne kya acting ki hai. "Aise kaun maarta hai bay" - Raghav ka fan ho gaya hoon mein.
Hollywood iska remake kyun bana raha hai ab samjha. Jabar Theatre experience waali Hindi film dekhi hai bahaut time baad. It's crazy. ๐ง ๐ช ๐ฅต๐งฏ๐ฅ