Ji ha.... Petrol ki bdti Kimat or desh ki arthvyvstaa ko suniyojit krne ka sujhaav h mere pass...... Petrol ki bdti kimatow ko dekhte hue aayu, ling, shetr, or swastya ki or dristhigt rkhte hue kuch maank nirdhaarit kiye jaaye..... Kishorawastha or yuvaawastha k antergt aane wali shreni ko..... Kisi bhi 1kms se 4kms tk ki duri ya kary ko swam pdyatra krte hue purn kiye jaaye 35se upper ki aayu vrg k liye battery ya solar energy energy yukt vahnow ka pryog 20km.tk ki duri ko ty kr ne k liye kiya jaaye. Jiska puraa prbandhn or adhikaarik maanyta srkaar k haath m ho. Iske multha jo labh Honge....fit rhegaa India. Pollution km hoga.b.p cholesterol, sugar, pulse rate, heartbeat, jaisi, health issues pr control hoga...discipline and time management Sikhyge. 10km.tk ki duri k liye. Niji vaahn purntaa prtibandhit hone chaayie. Only ambulance, firebrigade ko permission ho..... Ya pristhithi anusaar loader vehicle ko. Iske dwara petrol ki bchat bhi hogi or arthvyvstaa m bhi sudhaar hoga.