Mai Jo bhi kdrama dekhti hu usme kho jati hu .
Ye drama unique to nahi lekin kafi achha hai ise achhe se enjoy Kiya ja sakta hai.
Mai Jo bhi drama dekhati hu usase kuchh sikhati hu aur ise drama se mujhe ye Sikh mili ki zindagi jab bhi mauka de uska pura fayda uthana chahiye. โค๏ธ