Hindi ka pahle upanyas k roop me ham ise jante h. Ek upanyas me jo tatva hone chahiye wo sabhi tatva isme shamil h...
'Bhagyavati' (Shraddha Ram Fillauri) upanyas ki tulna me 'Parikshaguru' me Yatharthvad adhik h... Kintu yah nai bhulna chahiye ki jis kaal me (1882) me yah upanyas racha gya us samay navjagrad andolan , Dharm sudhar - Samaj Sudhar andolan chal rhe te jis karan isme yatharth kam aur updeshatmakta zki matra kahi adhik h...
Jaha tak Patra aur Charitro ki bat kare to iske charitra b ya to Rakshas koti k h ya fir Devta tulya h , acchai burai ka anupat unme nazar nai ata jo ki charitro ko kathputli banae deta h.,
Dhanyawad
Rosheen Khan