Ye movie mene kal mere family k 6 members k sath dekhi.. Movie dekh k sabh k aankho main ansu the... It means ye movie humare dil ko chu gayi ... What an acting of every person... Specially anupam sir.... Thanks agnihotri sir ye film k liye, aap nahi hote to ye movie k zariye ye truth kisi k samne nahi aata aur na kisi bollywood k logo main himmat he jo wo aisi movie banaye... Love this masterpiece ❤