Movie : Nazar Andaaz
Review : Puri movie ek blind man ke hi sapne pure krne aur uski zindagi jeene ke upr plot h movie overall bht badhiya h ek family movie type bht si jgha comedy h jo jyada over acting nhi dikhati bs normal aur har ek character apni acting me best h movie starting comedy pr dheere dheere end aane pr movie emotionally apse Jud jaati h Sudhir (Kumud Mishra) Blind person, Ali (Abhishek Banerjee) and Bhavani (Divya Dutta) inki acting movie me ek jaan daal deti h.
Movie ki khaas baat ye h ki ye apko sikhati h ki logon ko ek dusre ke sath kisa behave Krna chaiye log bharose pr hi ek dusre ke qareeb rehte h ye movie hai to ek disable person pr based pr movie isiliye khaas ki aap ek blind person ke nazariye se agr dekhe to life kitni choti aur life jeene ke liye sapne kitne bade hote h zindagi dekhne ke liye ankhon ki saaf aur pyare dil ki zarurat hoti h.
Bht si movie hoti h jo apko emotionally attached to krti h apne se pr ye movie apko dosti yaari pyar hasi mazak Khushi drd sb ka ehsaaaas karati h ye nhi ki aap ek minute ke liye bore honge isko dekh kr par h zindagi jeena ka ANDAAZ zaroor sikh jayenge is NAZAR ANDAAZ movie se.