Worst pakistani drama ever...how did even wahaj agreed for this drama ?? They all were talking like chapri ... Woh chala gaya woh aagaya woh yaha hain sab woh hi the is mein naam toh kisi ka bhi na ke Barabar hi liya gaya hain aur shut up and kamina yeh do hi words yaad the inhe ufff...kya tha yeh na dialogue na acting wahaj toh dikha hi na ke barabar pure drame mein ending bhi bakwas hamsha ka kya hua bataya hi nahi amaar ki shakal tak nahi dikhaye maya toh bas start to end rote hue hi dikhi hain zara baat karne pe aankho mein aansu hi bhar jaate the 8 crore keliye kuch bhi karne tayyar thi par shaadi nahi wah yeh kya sochke banaye hain isse toh remove hi karwa dena chahiye dramo mein se aata hi nahi hain ... asthetic ka cochla hain bas aaj kal ka unko laga bahot hi asthetic tarah ka drama banega worst ๐๐ป๐๐ป๐๐ป