Bahut achi movie h pata nhi log kaise kisi ki itni saari mehnat ko na dekh kr choti choti baate dekhte h Aisa nhi Kiya vaisa nhi Kiya. Bhai aap dekho to sahi ki actors ne apni kitni mehnat se is kaam ko kiya h kitne ache visuals diye h jise dekh kr maza aa gya.
Sabko dekhna chahiye.