Isse gandi movie aj tak nhi dekhi, is movie pe to ban lgna chiyye... Is movie me hindu dharm me sbse uttam bhagwan me se ek, Shri Raam, Veer Hanuman or Laxman ko bhut kamjor dikhaya gya h. Bhasa ki maryada ko bhool kar, bhagwan k character ko nicha dikhaya gya h, Bhagwan kabi is bhasa ka use nai kr skte.