Kya likhu samaj nahi arha.....bcz yeh movie mere dil ke bahut hee kaarib ha.....par last scene jab woh kisi or se shaadi kre leta ha......bas wahi muje hurt hua...bcz ...hero ko ek baar toh try krna tha uskee pyaar ko uskii yaad dilwaane ki .....par woh nahi kiya.....( life is not easy jaise movie mai dikhaaya ha....pyaar bhi important ha par koshish bhi krni chahiye life agar jo kuch vhi agar apko chahiye uske liye).....LOVE PYAAR YEH BAHUT ALAG FEELING DETA JAB KISI SE hota ha .....par dard vhi useee jyada hota haโค๐....hare krishna๐ผ