i wanna say ki yaar mslishka kya bjp ki sarkar hai kya jo woh kare sirf wahi sahi ho raha hai
baki sab pagal hai matlab hum audiance pagal bana ke rakha hai aap logo ne waise bhi mujhe toh durbhagya se dekhna padta hai lekin fir bhi main bolna chahunga ki aisa anhi hota ki maliska is always win and laxmi always loose this not done yaar
malshka ne rishi ke baap ko mara kisi ko pata nahi chala
malishka balvindar ke sath so gai kisi ko pata nahi chala
uske khilaaf proof kuchh nahi ho pata baki laxmi ki tum what lagaye ghoom re ho
yaar matlab kya baki sab chutiya hai kya
Rishi pagal Rishi maa pagal Rishi ki bua woh andhi hai yaar aisa hota hai kya yaar kuchh toh achchha dikhao ya fir teh siriel aapne burai ki jeet per banaya hai or uper se anushka ko log dekh hi nahi paata kya uske pass koi power hai kya lakmi cctv main dikh gai or lizol nahi dikha anushka ka hath bhi toh aya hoga na ki uske gayab hone ki power le rakhi hai kya yaar laxmi se proof gayab ho jate hai mil hi nahi paate hai baki anushka devi hai usko or malishka devi hai or guru ma papi hai haina aap logo ke hisab se yaani yaar koi tarika hota hai hai rishi ki amma toh itni badi pagal hai ki usko jitna bura bolo utna kam hai or woh pagal rishi usme apna khud ka dimak hi nahi hai hat....