Ye kavita mere course ki kitaab me thi aur iss kavita ko shayad main sabse jyada ahamiyat deta hoon , kyuki isske shabd anmol aur bemisaal hai ! Anginat bar rashmi Rathi ko parh chuka , lekin aaj bhi isska akarshan mere mann me waisa ka waisa hi hai . Bharatiya sahitya ka anmol ratan hai ! Salute to rashtra kavi ramdhari singh Dinkar ji !