Pahle toh aapko Parnam, Iaskhwaku ke Wansaj ko likhne ke liye jisme aapne parbhu Maryda Prosotaam Bhagwan Ram ko unke muskil bhare samay ko dhayaan main likha hain Kalyug ke aanusaar jo aaj ke wakt main hamari bhartiya Sanskriti oor yuva peedhi ko sheekhti hain ki kaise bhagawn Ram ki tarh insaan rup main Maryda main rah kar is saamj ko lekar chale, naaki is khubsurat jindagi ko jise Bhagawn Ram ne diya hain usko bhooj samjhe Uske fir se aapko param karat hu aako,laikeen Thoda Tulsi daash kar Ramayan padh loo yaa Ramanand ji ka Ramayan dekh loo, jispe kaii saali tak mantan chala fir Ramayan bani, kyoki aap Balmiki ki dwarka likhi toh padhana kaya dekh bhi nahi sakte oor is duniya main koi bhi yaha tah nain bhi, English se bahar nikal kar aso, aap samjg chuke hain kisi vishay par baat kar raha hu, har har Mahadev