Anna saheb apratim,lajawab, ek number.aur unki family lajawab.amol anna ke baad mera pasandida hero hai. Mr.& Mrs.Mahendra bhai jaan daldetey hai
Serial mey . Serial ka koi kalakar aisa nahi hai jo entertaint nahi karta. Bachho se lekar sabsey jawan Anna saheb Gokhle. Sab Bhakarwadi ka ek number ka masala item hai . Aap sab issi tarah hastey rahey aur hum sab ko hasatey rahey ok.toh bolo sab haa.Anna saheb aap bhi bologey toh bolo. Haa.