Nazar buhat aacha show hai but aapko iska season 1 hi continue karna thaa but agar aap nai season 2 banaya to us mai piaansh hi honay chahiya aur sab say badi baat aapnai agar piaansh ko change kiya bi tu dusira hero aacha hai but pia ko change kar kis ko liya OMG shruti Sharma aap nai pia ko shruti sai compare kiya imeed NAHI thi aap sai gul khan aap nai piaansh ko use kiya serial hit honay kai liyai aur ab pata NAHI kis ko lai ayai agar gaaliyaa dainee aatii na tu daiy daiytii aap nai piaansh ko use kiya aur phir phangh diya but mai duaa karogi ki aap kaa season 2 hit na ho ameen