Language sahi use nhi hua bahut nimn stariya samwaad jise Ramayan se tulna karna bhi sahi nhi h,ha lekin bachchobk sath to dekh hi sakte h atleast bachcho ko pasand aayegi jahan kuch nhi jante aajkal k bachche wAhan thoda to anubhav hoga itihaas ka jarur, kaisa bhi h hai to Raja Ram