Kahani me thoda sa pollution dala gaya hai,
Like -
1. Neta ji k tricolor flag me tigar bana tha na ki charkha.
2. Gadhi ko faltu ka jabardasti ka credit diya gaya hai,
3. Ajad hind army ko jankar bhut majbur dikhaya gaya hai, ye wo army thi jiske dar ne British's ko desh chodne pr majbur kiya, kyu ki ye pahli pahal tha jab sanyukt roop se Bharat ki sainik khada tha British's k samne ladne ko.