Vahiyat tathyo ko uthaya hai bhartiya musalman puri tarah victim v tathyo ko puri tarah distorted use kiya hai. Aisa lagta hai koi fix agenda set karke banaya hai. Acting keval manoj ke alawa sab doyam darje ke hai. Script puri tarah se bikhri hai. Total waste of time.