Yeh ek propoganda movie hai jo specific religion ko neecha / bura dikhati he aur itna hi nahi movie me jo dikhaya he reality me sab uska ulta hai , sach kahu toh movie ki starting me hi yeh baat ka pata chal jata he ki movie me kya hoga , mene to movie gana ( gali me chand nikla ) dekh kar dekhna ka socha tha lekin movie ki starting ki 15 minutes me hi iss propoganda ka pata chal jata he thank you mr. Mahesh bhtt aap movie bana na badh kar diya