ek achchi kahani kahi gyi ek alag tariqe the , humann emotional ko jagati hai ...... insan kin wajah se badal jaata hai ,halaat ki mazburiyo ko bayan karti hai .
Performance specially lead actress ,kaphi shaandaar kaam hai , Kai dilouge bina uske kahe uske chahre se bayan ho jaate hai .
Ek achcha cinema dekhna chahte ho to jarur dekhiye.