Story achi hai sabhi actor ne bhot achi acting ki hai khaskar hero ki behan ka role karne wali actress ne kafi acha kaam kiya hai sabhi ne bfx ase hai ki kaam chl jata hai na jada ache na jada bure,, ""500cr rupe wale se to jada ache hai bfx 😂😂 ""tumhe pta hai main kiski bat kar ra hu 😂(adipurush) hero or heroin ka Jo unhone time diya kam tha bhot fatafat nikal diya ase hi behan ke sath bhi time kam diya gya hai esse Jo bhai behan wala connection tha wo kam ho jata hai 2/30 ghante ki movie hai overall mujhe achi lagi main recommend karunga ki puri family ke sath dekhne jaye...💓
Thank you..😊