Pehle kahani kuch aur thi baad mein raja Surya Pratap ko dikhaya gaya wo itne ache insan hai jo apne hath tara ko aur uske bache ko bachane mein kho diye phir Dhurv ko apna mitra banaya soryo ke baba bane raja itne ache dekhaye aur ab unko villan kyo dikhaya ja raha kapali ka kya hua pata nahi iss serial mein kahani sab ulta ho raha hai