2021 me eid k time ane vali hai salman khan ki film radhe realise hogi salman ki pichli 2 filme jo box office pr average sabit hui hai.or isme v salman ek police vale ke character me dikhenge. is film me apko salman k alava disha ptani, randeep hooda, jakie shroff or v bde klakar nazar ayenge.