Ea ek show ni, balki bhawnao avm paristhitio ka ek aisa aisa tana bana hi jisme se aam manav chah k v ni nikal sakta, ye dikhata hi ki ham jo is prithvi pe insan k rup me janam lete hin, unhen sari vidhano ko haste huye samna karna chahiye, kuki na chah kar v isko tal ni sakte, paristhitiyan aayengi hi, ham insan rok ni sakte