Worst worst worst. Maa, papa, dadi aur Bhai ke sath gaya tha dekhne ke liye..but jo dekha..bahut dukh hua..paisa barbad..Lanka kala (sone ka tha na lanka), Hanuman ji Sita ke samne badi rup me, puspok biman ko samgadar bana dia, ravan usse mans khila raha tha (ravan was brahmin). Kash puspok biman ke bare me kush padh lete, kese use describe kia gaya hain. Topori language. Hanuman ji lift me..kamse kam 100 galtiya non stop likh sakta hu..bhabnao ke sath khel gaya logo ka.. 1 star ka bhi layak nahi hain...minus me rating hona sahie