Aise log bhi hai jo Aadipurush movie se sikh le rhe hai Aur aise log b hai jinko samjhne wali Hindi chahiye lisliye unko bhi acchi lagi .... Unlogo ne pakka Ramanand sagarji ki Ramayan nhi dekhi hogi qki vo to unko samjh nhi ayegi aise logo ko aisi hi sikh Badhai Ho...
jha asli (sikh lene yogya) Ramayan me Hanumaanji lanka dahan ke pahle kahte hai
यो ह्ययं मम लाङ्गुले दीप्यते हव्यवाहनः।
अस्य सन्तर्पणं न्याय्यं कर्तुमेभिर्गृहोत्तमैः।।
(यह मेरी पूंछ पर जलते हुए यज्ञ का वाहक है ,
उसे इन उत्तम गृहों से संतुष्ट करना ही उचित है ।।)
aur Adipurush me कपड़ा तेरे बाप का... aage likhana bhi murkhata ka pramaan hoga....
Baaki Ramji ki to jai hai aur hmesha hi jai rahegi...
# Ban Adipurush....
🙏jai jai Shree Ram🙏😇