Singham again,,,
Oh my god,,,, movie dekhte waqt itna gussa aa raha tha bc mera 680 rs ka chuna laga diya,
Singham series ka sabse ghatiya movie hai,,, interval me pesab karne k liye nikla aur bahar nikal k sabhi public ko bataya ki ab tumlogo ka chutiya katne wala hai, fir mein andar gaya hi nahi, ticket counter me aakar fir bhul bhulaiya ka ticket liya aur dekha, mast movie hai, paisa wasool,
Twist and turns,
Stree 2 jaisa maja aa gaya,,,
Aur singham again itna ghatiya hai soch bhi nahi tha, gussa tab aata hai jab ravi kishan ko dekha,wahi polotics wala chutiyapa kar raha hai movie me,