Bulbul ko Devi ka roop mana gaya hai.
Narishakti bola gaya hai.
Parivaar ki rakshak mana gaya hai.
Aap ko kaisa lag raha hai ki woh maa nahi ban sakti, hume bohot bura lag raha yeh sochke ki Mandira uske bacche ko janam dene wali hai
Hum yeh serial ka ek bhi episode miss nahi kiye hai par ab yeh serial ko dekhne ke liye achha nahi lag raha.
Hum aapse yeh umeed karte hai ki aap kuch badlaav laye aur kya badlaav lana hai yeh aapke pata hai.