Yaar kia kahon main. Rula diya yaar 💔😫
Nai yaar aesy nai krty, hum Pakistan r India k log muhabbat k sahary hi tu Zindagi guzarty hain. Kyun in dillon main r dard bhar rahy ho.
Main aagy kuch nai keh sakta, magar ye k agar muhabbat krny wala dil rakhty ho tu daikhna zaror r kisi ki adhuri muhabbat pr thora ro zaror dena