Film kedarnath bahut hi sundar banai gai hai ek alag love story darshya gaya film me location bahut badiya aur film ko dekh kar aisa lagta hai jaise hum khud hi kedarnath ghumne aa gaye ho . kapoor ji ne kya bakhubi se banaya hai. film ka har geet kabil tarif hai mukhy baat ye ki film India me shot kiya gya hai . Kapoor ji bas aise hi film banate rahiye ..... Love you