Dil se bani, dil ko choo jaane wali film – Ek Diwane Ki Diwaniyat ❤️🔥
"Kuch kahaniyaan sirf dekhi nahi jaati,
Unhe mehsoos kiya jaata hai...
Yeh film bhi unhi mein se ek hai,
Jahan pyaar deewangi ban jaata hai..." ❤️🔥
“Ek Diwane Ki Diwaniyat” ek jazbaati safar hai —
pyaar, dard aur junoon ka anokha sangam. 💔
Yeh film sirf ek kahani nahi, ek ehsaas hai jo dil ke andar bas jaata hai.
Mohabbat ka asli matlab samjha diya — Ek Diwane Ki Diwaniyat ne.