This movi is total fail . Shree Ram jese mahan purush ka mjak bna kr rkha gya he isme . Tel tere baap ka . Ye kya he Ramayan me esi line thi ky . Is movi ko pass krne wala kon tha . Hanumaan ji ko is movi me draya hua btaya gya he blki ek ek punch 👊 pr hanumaan ji ravan me challenge lga tha to ravan ne hanumaan ji pr ek punch Mara tha to hanumaan ji ko drd hua tha lekin jb hanumaan ji ki baari aayi to devo ne unhe rok liya nhi to ravan to ek punch 👊 me hi khtm ho skta tha . Or is movi me hanumaan ji ko draya hua btaya ja rha he. He maharaj ap movi bna rhe the to ramayan ek baar to read kr Leni thi . Is movi ko jitni jldi ban kraya ja ske utni jldi ban kro