Jo dharti ke akarshan se bahe wo dhara aur jo dharti ke samast akarshan ko todkar mukti ki our badhe wo radha "
"Jo sagar se milkar apna astitwa khode wo dhara, aur jo apne astitwa ke udgam tak jaaye wo radha."
Yadi har chhodi hui saans Krishna hai to har li hui saans hai radha, yadi kisi vastu ka saar Krishna hai to uski aadhar hai radha.
😍😍😍😍