Is show ke baare mai jitna kahun kam h.... Bhot dino baad ek aisa show dekha h jo pure entertainment se bhara hua h... Na koi saas na koi bahu na koi be faltu ka drama... Ek cute si ek dam shudh love story....
Ashi singh aur Randeep rai is show ki jaan h such a beautiful and talented actor...