Aap ki adalat mei, ek baar Rajat Sharma ko bhi bulana chahiye, aur unse janta ke dwara puche sawal ka jawab mangna chahiye. Mera bhi ek sawal hai ki Rajat sharma apne adalat me mehmano ka muh aur unki audha dekh kar sawal puchte ha. Jabki wahi jab kisi aur dharma ke vyakti se baat karte wakt ton badal jati hai. Waha unka bhi dil baith jata hai sawal puchte samay.