Worst TV show i have ever seen... Mtlb yr ho gya na bs bhi kro aur kitna chalao ge iss serial ko, 10 saal se bhi zyada chal rha h but hr vahi ek kahani family issue aur hr roz balti bhar bhar k rona dhona, shaadi ka to pucho mt yr ek hi couple ki baar baar shaadi ho rhi h kabhi koi mr jata h kabhi koi gaayab ho jata h to kabhi koi humshakal aa jata h aur bhai sirf ek bachhe ne kya kh diya ki apni mummy papa ki shaadi dekhni h to usme bhi shaadi karwadi, yr maante h ki khushi manani chahiye lekin thoda practically bhi to socho kya ho rha h, Dost TMKUC bhi 10 saal se zyada chale ja rha h but pasand karte h na log bcz hr din ek naya content dekhne ko milta h jo hame hasne pr majboor kr deta h. Mujhe ye baat samjh nhi aati ki koi iss serial ko dekhta h it's totally torture to everyone, i just hate this serial...